Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare,

Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare, kay rashk tere naseeb per falak kare, har more per frishtay hon sath tere, har ghum per hifazat tairi khuda kare… best wishes forever & good luck More Cool SMS Messages:

Tera bina adhuray

Tum mera aaj ho, tum mera kal, tujay yaad karthay hai har aik pal, jee nahe paiyain gay teray bina hum, teray bina reh jai gay adhuray hum…. I Miss you More Cool SMS Messages:

Kehdo un parhne walon se

Kehdo un parhne walon se, Kabhi hum bhi parha kertay thay, Jitna syllabus parh k wo top kertay hain, Utna to hum choice per chor dia kertay thay, More Cool SMS Messages:

Saans lene se bhi teri yaad aati hai

Saans lene se bhi teri yaad aati hai, Har saans mein teri khushboo bas jati hai, Kese kahoon ki saans se main zinda hoon, Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai. More Cool SMS Messages:

Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,

Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga… pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga… More Cool SMS Messages:

Tab hi tou chand mein daagh hay

Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat Tabhi to chand mein daagh hay, Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai Tabhi to suraj mein aag hay. More Cool SMS Messages:

Wohi loog yaad aney lagey

Jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay Jub dil dukha tou wohi loog yaad aney lagey More Cool SMS Messages:

Jab barish hoti hai

Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho. Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho, Jab bheegte hain tum yaad aate ho, Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge! More Cool SMS Messages:

Aaj halki halki baarish hay

Aaj halki halki baarish hay, aaj sard hawa ka raqs bhi hay, Aaj phool bhi nikhray nikhray hain, aaj un main tumhara aks bhi hay, More Cool SMS Messages:

Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain

Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain, More Cool SMS Messages: