Kal halki halki barish thi
kal sard hawa ka raqs bhi tha,
Kal phool bhi nikhray nikhray the,
Kal un main app ka aqs bhi tha,
kal badal gehray kaale the,
Kal chand pe laakhon pehre the..
Kal halki halki barish thi
Miss you on eid day.
Dastoor hai duniya ka magar
Yeh to batao hum kisse mile
Kisse kahein eid mubarak,
Miss you on eid day.
My love for you
My love for you
is a journey,
starting at forever
and ending at never
Mujhe Tum Yaad Aatay Ho.
Kabhi Bejaan Lamhoon Par
Tumhari Yaad Holay Se.
Koi Sargoshi Karti Hay
Ye Palkain Bheeg Jaati Hain.
Do Aansoon Toot Girtay Hain
Main Palkoon Ko Jhukata Hon.
Bazahir Muskurata Hon
Faqat itna He Kehta Hon.
Mujhe Kitna Satatay Ho.
Mujhe Tum Yaad Aatay Ho.
Dosto Ko Yaad Karna Seekh liya
Har Majburi Se Larrna Seekh Lo.
Har Ghum K Saath
Jeena Seekh Lo.
“Busy” Hum Bhi Kam Nahi,
Par Hamari Tarah
Dosto Ko Yaad Karna Seekh lo…
Qayamat tak tujhe yaad karenge
Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe SMS karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere SMS ka intezar karenge.
himmat ki baat hai ..
aap ko miss karna roz ki baat hai
aap ko yaad karna aadat ki baat hai
aap se door rehna kismat ki baat hai
magar aap ko jhelna himmat ki baat hai ..