Apne Kia Socha

Apne Kia Socha
Paigam Nai
Aayega..
Socha Yeh Dost
Aapko Yunhi
Bhool Jayega..
Yeh To Adat Hai
Hamari Sataney Ki..
Warna
iTna
Piyara
Dost
EiD
Par
Kon
Bhulana
Chahay ga…

EID Greetings to u

Eid ki sachi khushi to apno ki deed hai,
Tum humse door ho to apni kya eid hai
Anyways, Warm EID Greetings to u

“Eid Mubarak”

May God’s benovelence & benediction bring u & ur family all his blessings * continuance of ALMIGHTY’S favour
“Eid Mubarak”

Eid

Shikwa hamein
Manzoor nai
Aaj na koi Bahana hoga…
Aap ko humari Khushyon ke Qasm …
Is EID pr Aap ko
“== NAHANA
ho ga !!!!

Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.

Aaj se Aamire Garibi ka fasle na rahe,
Aaj se Aamire Garibi ka fasle na rahe,
Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe,
Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.

haPPY eID mUBArak

SuHari dHUP BaRsat k bAAd, tHori Si hAsi haR bAaT k BaAt, uSi taRHa hO mUBArak yE Eid raAmDaN k BaaD, wiSHIng yOu a VEry spEcIaL “.*.*haPPY eID mUBArak.*.*.* “

EID MUBARAK ho Aapko,

EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please….
Aap Yaad karna Sirf Humko!!!