Srdar office ko jldi band kr k ghar
gaya
Wahan usne apni bv ko bos k 7 dekha
Wo bhag k offic waps gaya or bola:BAAP RE BAAP! BOSS DEKH LETA TO AAJ NOKRI GAI THI
Sardar aur Boss
Anniversary
Anniversary
Aaj Titanic ki 125th anniversary hai
So sab pyar karne walo se request hai ke
Titanic ki yaad ko taza karte hue
Apne Mobile ko 2 minutes tak pani mein rakh dein..!
doosray doctor k passs..
Wife: Suno g doctor ne mujhe aik
maheenay k araam k liye beautiful
foreign country janay ko kaha hai.
Hum kahan jayen gay?
Husband: doosray doctor k passs.
Dil ka Dard
Dil ka dard dil todne wale kya jane,
Pyar ke riwazon ko jamana kya jane,
Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane
Ur Eyes Patakha
Ur Eyes Patakha
Ur Lips Rocket
Ur Ears Chingari
Ur Smile Phuljadi
Ur Style Anar
Ur Personality Bomb
Chal Beta nikal le Koi Teeli na laga dey!
Suraj na Badla
Suraj na Badla
Chand na Badla
Na Badla Ye Aasman
Kitna Badal Gaya Insaan.
(\./)
/.”.) “_____— ,,
\,,/”( ,_ ,_ ; )
—// //
Kitna Badal Gaya Tu Meri Jaan.
Arz kiya hai…..
Arz kiya hai…..
Aaj-kal aapke SMS aana band hai
wah wah! wah wah!
Aaj-kal aapke SMS aana band hai
khafa ho humse ya balance kam hai?
ha ha ha ha…..
himmat ki baat hai ..
aap ko miss karna roz ki baat hai
aap ko yaad karna aadat ki baat hai
aap se door rehna kismat ki baat hai
magar aap ko jhelna himmat ki baat hai ..
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,ek saroor sa uske dil pe chaya hoga…
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir usse zoo ka khayal aaya hoga…
Dosti kro college wali se
Dosti kro college wali se,
Ishq larao office wali se,
Flirt kro pros wali se,
Pyar kro dilwali se,
ankh larao sali se,
aur maar khao ger wali se.:-)